AAP” aur “TUM” main eik bohat bara farq Ye hota hai K “AAP” K saamney Dukh bayan nahen kiye ja saktey aur” TUM” K saamney Dil Khol K rakh diya jata hai.!
Kaanch ka tohfa na dena kabhi kisiko ruth kar log tod diya karte hain. Jo bahut acha hai unse pyaar na karna ache log bhi kabhi dil tod diya karte hain.