Roj banata hu ashiyana roj bikhar jata h,roj e ...

Sad Shayari Wishes

By GYANENDRA saini | Added 11 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 2 shares
Roj banata hu ashiyana roj bikhar jata h,roj ek hadsa is dil se gujar jata h .
gum ka samandar hokar rah gai h jindagi,
ab to har saksh bewafa najar aata h.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares