Khud pe jo tha aitbaar jhutha nikal gaya Dariya me ...

Sad Shayari Wishes

By reian jain | Added 11 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 1 shares
Khud pe jo tha aitbaar jhutha nikal gaya
Dariya mere kayaal se gehra nikal gya
Kbi bata diya tha kisiko apna pata
meelon meri talash me rasta nikal gya.......
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares