Kyon marte ho bewafa sanam k liye.??? Marna hai to maro hamare watan k liye, Aise to do gajj zameen bhi nahi milegi dafan ke liye Desh k liye maroge to hasinaye bhi Dupatta utar degi kafan k liye…
Kaanch ka tohfa na dena kabhi kisiko ruth kar log tod diya karte hain. Jo bahut acha hai unse pyaar na karna ache log bhi kabhi dil tod diya karte hain.