log kahate hai kaash padhai pyar ki tarah hoyi, apne aap ho jati... hum kahtehai ki kaash pyar padhai ki tarah hoti, parents maar maar ke karwate!!!!!!
Kaanch ka tohfa na dena kabhi kisiko ruth kar log tod diya karte hain. Jo bahut acha hai unse pyaar na karna ache log bhi kabhi dil tod diya karte hain.