Paya hai jitna pyaar aapse, Usse bhi jyada pane ko ...

Love Shayari Wishes

By naaz mehenaaz | Added 11 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Paya hai jitna pyaar aapse,
Usse bhi jyada pane ko ji chahta hai.
Na jane kaun si khubi hai aapme,
Pyaar nibhane ko ji chahta hai…
View All Love Shayari Wishes

Next Wishes

In Love Shayari Wishes
Koi kehta hai pyar nasha ban jata hai,
Kkoi kehta hai pyar saza ban jata hai,

Par pyar karo agar sachhe dil se,
To pyar jine ki wajah ban jata hai...

By Diljale*GR* # 9
In Love Shayari Wishes
26 0
2 shares