Pyaar ne pucha zindagi kya hai? humne kaha tere bi ...

Dard Shayari Wishes

By naaz mehenaaz | Added 11 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Pyaar ne pucha zindagi kya hai?
humne kaha tere bin kuch nahi.
usne fir pucha dard kya hai?
humne kaha jab MEER ji sang nahi.
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares