Kabhi Tujhe Bhulana chaha kabhi tujhe manana chaha ...

Sad Shayari Wishes

By Rohtash Beslay | Added 11 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 1 shares
Kabhi Tujhe Bhulana chaha kabhi tujhe manana chaha maine jab chaha sirf tujhe chaha na jane kya baat likhi thi meri kismat me tune jab chaha mujhe rulana chaha..........
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares