Jab hum jivan me safal hote hain Tab "APNO" ka pata chalta hai Ki hum kaun hain... Jab hum jivan me Aasafal hote hain Tab pata chalta hai Ki "APNA" kaun hai..
Kaanch ka tohfa na dena kabhi kisiko ruth kar log tod diya karte hain. Jo bahut acha hai unse pyaar na karna ache log bhi kabhi dil tod diya karte hain.