Bhej kar ye sms humne aapko yaad kiya hai, phir na kehna nazar-andaz kiya hai. na shikwa na koi bahana hoga. is sms ki kasam aapko abhi k abhi muskurana hoga.
Dhaage Apne Rishte K Tutne Nahi Denge Sath Hai Dosti Ka Jo Chutne Nahi Denge. Hamein Nahi Aata Manana Kisi Ko, Par Dil Se Kehte Hain Apko Kbhi Ruthne Nahi Denge