Chah kar bhi use apna na bana sake, Ishq kar k bhi ...

Sad Shayari Wishes

By GYANENDRA saini | Added 11 Years Ago, 2 shares
Chah kar bhi use apna na bana sake,
Ishq kar k bhi unhe ye jata na sake.
Dil tha hamara koi kagaz ka tukda nahi,
isliye cheer kar kabhi bhi dikha na sake…….
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares