mohabbat ek ehsaaso ki ek paawan kahani hai… kabhi ...

Love Shayari Wishes

By Ashish 8574816604 | Added 11 Years Ago, 0 shares
mohabbat ek ehsaaso ki ek paawan kahani hai…
kabhi kabira deewana tha, kabhi meera diwaani hai…
yaha sab log kehte hai meri aakhon mei aansu hai…
jo tu samjhe to moti hai, jo tu samjhe to paani hai
View All Love Shayari Wishes

Next Wishes

In Love Shayari Wishes
Koi kehta hai pyar nasha ban jata hai,
Kkoi kehta hai pyar saza ban jata hai,

Par pyar karo agar sachhe dil se,
To pyar jine ki wajah ban jata hai...

By Diljale*GR* # 9
In Love Shayari Wishes
26 0
2 shares