Sunaa tha hamne logo se, Chahat dil jalati hai, ...

Love Shayari Wishes

By manku 9896886868 | Added 11 Years Ago, 1 shares
Sunaa tha hamne logo se,
Chahat dil jalati hai,
Chahat ho agar sachchi,
To wo har pal rulati hai,
Kabhi to chahat mei,
Duniyaa, ye jahaa mil jata hai,
Or kabhi umar bhar ki,
Chahaat bhi haar jati hai,
View All Love Shayari Wishes

Next Wishes

In Love Shayari Wishes
Koi kehta hai pyar nasha ban jata hai,
Kkoi kehta hai pyar saza ban jata hai,

Par pyar karo agar sachhe dil se,
To pyar jine ki wajah ban jata hai...

By Diljale*GR* # 9
In Love Shayari Wishes
26 0
2 shares