ishq pagal kar gaya tau kya karo gay soch lo saneh ...

Hindi Shayari Wishes

By 8003511191 | Added 11 Years Ago, 0 shares
ishq pagal kar gaya tau kya karo gay soch lo
saneha aisa huwa tau kya karo gay soch lo

sath uss k harr qadam chalne ki aadat kiss liye
chhorh kar wo chal diya tau kya karo gay soch lo

shor baahar hai abhi iss wastey khamsoh ho
shor andar uthh gaya tau kya karo gay soch lo
View All Hindi Shayari Wishes

Next Wishes

In Hindi Shayari Wishes
Zindagi usi ko aajmaati hai jo har mod par chalna jaanta hai. Kuch paakar to har koi muskurata hai zindagi usi ki hai jo sab kuch khokar bhi muskurana jaanta hai.

By Ashish 8574816604 # 1
In Hindi Shayari Wishes
20 0
9 shares