Diwali ek khusiyon ka taivhaar hai, Andhere se uj ...

Hindi Diwali Wishes

By Shantanu | Added 10 Years Ago, 3 shares
Diwali ek khusiyon ka taivhaar hai,
Andhere se ujaale ki aur barkaraar hai,
Har koi andhere ko ujaala karne ke liye taiyaar hai,
Lekin jo saavdhani rakhe, wahi samajhdaar hai.
Koi waqt ka toh koi khusiyon kaa talabgaar hai.
Nazre bhicha kar baitha hai, bas aane ka intezaar hai
Aa jaaye toh paalo isse,
Phir naa kehnaa agle saal kaa intezaar hai.
View All Hindi Diwali Wishes