uska ek pal ka dur jana, hame behad dara deta hai, ...

Love Shayari Wishes

By 8003511191 | Added 11 Years Ago, 1 shares
uska ek pal ka dur jana,
hame behad dara deta hai,
Uska hamse mu modna,
in dhadkano ko bada deta hai,
Wo janta hai hamare dil ke ehsaaso ko,
par kabhi kabhi wo khud bhi is dil ko samjh nahi pata hai,
Na uski khata na meri,
anjaane me ye dil hi khata kar jata hai...
View All Love Shayari Wishes

Next Wishes

In Love Shayari Wishes
Koi kehta hai pyar nasha ban jata hai,
Kkoi kehta hai pyar saza ban jata hai,

Par pyar karo agar sachhe dil se,
To pyar jine ki wajah ban jata hai...

By Diljale*GR* # 9
In Love Shayari Wishes
26 0
2 shares