Tumhein pe marta hai ye dil, adavat kyun nahin kar ...

Love Shayari Wishes

By shubham kaushal | Added 11 Years Ago, 1 shares
Tumhein pe marta hai ye dil, adavat kyun nahin karta?
Kayi janmo se bandi hai, bagawat kyun nahin karta?
Kabhi tumse thi jo, wo hi shikayat hai jamane se
Meri tareef karta hai, mohabbat kyun nahin karta
View All Love Shayari Wishes

Next Wishes

In Love Shayari Wishes
Koi kehta hai pyar nasha ban jata hai,
Kkoi kehta hai pyar saza ban jata hai,

Par pyar karo agar sachhe dil se,
To pyar jine ki wajah ban jata hai...

By Diljale*GR* # 9
In Love Shayari Wishes
26 0
2 shares