mohabbat se reha hona zarori hogya hai mera tujh ...

Love Shayari Wishes

By 8003511191 | Added 11 Years Ago, 0 shares
mohabbat se reha hona zarori hogya hai

mera tujh se juda hona zarori hogya hai

wafa k tajrube karte hua to umer guzri gai

zara sa bewafa hona zarori hogya hai

meri aawaz tanhai main marti ja rahi hai

kisi ka hamnawa hona zarori hogya hai

bhanwar main hai kai barson se apni kashti-e-jaan
View All Love Shayari Wishes

Next Wishes

In Love Shayari Wishes
Koi kehta hai pyar nasha ban jata hai,
Kkoi kehta hai pyar saza ban jata hai,

Par pyar karo agar sachhe dil se,
To pyar jine ki wajah ban jata hai...

By Diljale*GR* # 9
In Love Shayari Wishes
26 0
2 shares