Samandar Pir Ka Andar Hai Lekin Ro Nahin Sakta, Yeh Ansoon Pyar Ka Moti Hai, Isko Kho Nahin Sakta. Meri Chahat Ko Dulhan Tu Bana Lena, Magar Sun Le, Jo Mera Ho Nahin Paya, Woh Tera Ho Nahin Sakta.
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.