A phool mujhe bata tu aaj tak kyun khilta raha, Tune to di sabko khusbu tujhko kya milta raha, Phool ne kaha tu abhi nadan hai pyar ke sachhe matlab se anjan hai, Dene ke badle lena, wo to ek vyapar hai, Jo dekar bhi kuch na mange wahi to sachha pyar hai...