Vaade bhi usne kya khoob nibhaye hai, Zakham or d ...

Dard Shayari Wishes

By 8003511191 | Added 9 Years Ago, 2 shares
Vaade bhi usne kya khoob nibhaye hai,

Zakham or dard tohfe mein bhijwaye hai,

Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi,

... Maut se pehle maut ka saman le aaye hai...
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares