Umeed ka daman chod to diya hamne, apne hathon se apna Dil tod to liya hamne, Jane kahan se le aati hai uski yaad in ankhon me pani? katra katra ansuon ka in ankhon se nichod to liya hamne....
Tumhari yaadon se koi naata nahi tha Par tumhe bhool jana hume aata nahi tha Yun to umar guzari hai tumse pehle bhi tanha meri Magar tab akelapan hume yun satata nahi tha.