Baki nahi alfaz baya karne ko meri mohhabat ke dasta, Ho sake to tu hi ab kuch yaki karle, Ess daur mai ab tah umar sochne ke jajba nahi hota hai kahi, Hum to akhri lamhe mai bhi tere naam ko sath liye jane ka jaaba rakte hai.
Tumhari yaadon se koi naata nahi tha Par tumhe bhool jana hume aata nahi tha Yun to umar guzari hai tumse pehle bhi tanha meri Magar tab akelapan hume yun satata nahi tha.