.Dil ki aawaj se nagmein badal jate hai, Sath na de to apne badal jate hai, Palke bhi jara samhal ke jhapkana kyunki, Palke jhapkane se sapne badal jate hai…
Tumhari yaadon se koi naata nahi tha Par tumhe bhool jana hume aata nahi tha Yun to umar guzari hai tumse pehle bhi tanha meri Magar tab akelapan hume yun satata nahi tha.