vaadein to hazaron kiye the usne....kaash ek waada to usne nibhaya hota.... maut ka kisko pata ki kb ayegi....par kaash yun zinda usne mujhe maara na hota........
Tumhari yaadon se koi naata nahi tha Par tumhe bhool jana hume aata nahi tha Yun to umar guzari hai tumse pehle bhi tanha meri Magar tab akelapan hume yun satata nahi tha.