Bewafa hai ye dunia, kabhi kisi ka aitbaar na karn ...

Bewafa Shayari Wishes

By manku 9896886868 | Added 8 Years Ago, 107 shares
Bewafa hai ye dunia,
kabhi kisi ka aitbaar na karna..
Har pal milta hai yahan pe dhoka,
Kabhi kisi se pyar na karna..
Mar jaana chahey,
saari umar tanha ji kar,.
Par zindagi mein kabhi kisi ka,
intzaar na karna..
View All Bewafa Shayari Wishes

Next Wishes

In Bewafa Shayari Wishes
Mujhe kisi ne bewafa ka naam diya,

Saathi ne jaise zeher ka jaam diya,


Jo kabhi kaha karte they, bhula mat dena,

Unhone hi bhool jaane ka paigaam diya.

By Anu # 2575
In Bewafa Shayari Wishes
72 0
6 shares