Safar zindagi ka andheron se kya gujra, na jane kahan mera sawera kho gaya, Kafila sath lekar chala tha khushiyon ka, Gum ka daur aya to main tanha reh gaya ......
Tumhari yaadon se koi naata nahi tha Par tumhe bhool jana hume aata nahi tha Yun to umar guzari hai tumse pehle bhi tanha meri Magar tab akelapan hume yun satata nahi tha.