Tanha hu to ab main khush hu, na bichad jane ka gum na kisi ka intzar hota hai, Chalta hu to lagta hai k koi sath hai mere, palat kr dekhta hu to mera saya he bs har bar hota hai...
Tumhari yaadon se koi naata nahi tha Par tumhe bhool jana hume aata nahi tha Yun to umar guzari hai tumse pehle bhi tanha meri Magar tab akelapan hume yun satata nahi tha.