Koi zakham nahi, na koi dard hai bass eik khamoshi see iss dil mein hai kuch diya bi nahi, tho kuch koya bhi nahi bass eik adhoorapan iss dil mein hai na kuch kehnay ko hai na sune ko sawal bi mann may nahi, karne ko bhulana ko kya, koi yaad bi nahi bass eik baychani si iss dil mein hai kahi chaand say kya kahu, koi andhera bi nahi na din ki talaash hai, na roshni ki kami gham, udaasi, koi Aansoo bi nahi pir iss dil ko kiss cheez ki hai kami?