Koun si Manzil Hai Kahan Aa ke Ruka hun, Har ek s ...

Short Hindi Poems Wishes

By Manish | Added 8 Years Ago, 3 shares
Koun si Manzil Hai Kahan Aa ke Ruka hun,
Har ek se Khud Apna Pata Pooch Raha Hun,
Phoonkoun se Mitta hun na Mittane se Mitta hun,
Main Waqt hun Tareeq ke Mathy pe Likha hun ”
Aaye hain Wohi mere Ghar ko Aag lagane,
Main Jinke Chiraagoun mein Lahoo ban ke Jala hun.
Zindagi Zakhmoun se Bhari hai ,
Waqt ko Marham banana Seekh lo,
Harna to hai Mout ke saamne ,
Filhaal Zindagi se Jeetna Seekh lo,
Na jane kis ki Duwaoun ka Faiz hai Mujh Par,
Main Doobta hun aur Dariya Uuchaal deta hai.
View All Short Hindi Poems Wishes

Next Wishes

In Short Hindi Poems Wishes
Rango ki varsha, gulaal ki fuhaar,
Suraj ki kirne, khushiyon ki bochaar,
Chandan ki khushboo, apno ka pyaar,
Mubarak ho aapko holi ka tyohaar..!!

By bittu # 4320
In Short Hindi Poems Wishes
31 0
11 shares