Teri yadon kay sher main, main kho sa gaya hoon M ...

Hindi Poetry Wishes

By Vikas | Added 8 Years Ago, 1 shares
Teri yadon kay sher main, main kho sa gaya hoon
Main jab sochta hon tumhain sochta hon
Meri manzil hai bas tu, tu hi meri manzil
Main jab mangta hon tumhain mangta hon
Dakhnay ko bohat kuch maray har taraf hai
Main jab dekhta hon tumhain dekhta hon
Mujhay kushian milain yah milain sirf gham
Main yah zindagee teray sang chahta hon.
View All Hindi Poetry Wishes