Hum to samjhe the ki zakham hai bhar jayega.. kya ...

Dard Shayari Wishes

By manku 9896886868 | Added 8 Years Ago, 13 shares
Hum to samjhe the ki zakham hai bhar jayega..
kya khabar thi ki rog dil me utar jayega..
Theek likha tha mere hath ki lakero me...
Tu agr pyar karega to bikhar jayega...
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Koi acchi si saza do mujhe,
Chalo aisa karo rula do mujhe,
Tumhe bhulun to maut aa jaye,
Dil ki gehrayi se ye dua do mujhe!

By Rahul # 116
In Dard Shayari Wishes
32 4
17 shares