Nasha hum karte hain, ilzaam sharaab ko diya jaat ...

Sad Shayari Wishes

By Deepak Singh | Added 8 Years Ago, 36 shares
Nasha hum karte hain,
ilzaam sharaab ko diya jaata hai,
magar ilzaam sharab ka nahi unka hai,
jinka chehra hume har jaam me nazar aata hai....... :(
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Tumhari yaadon se koi naata nahi tha
Par tumhe bhool jana hume aata nahi tha
Yun to umar guzari hai tumse pehle bhi tanha meri
Magar tab akelapan hume yun satata nahi tha.

By 9816334585Lucky # 132
In Sad Shayari Wishes
50 0
15 shares