BETI ki mohabbat ko kabhi Aazmana nahi, woh phool hai usse kabhi Rulana nahi, BAAP ka toh Maan hoti hai BETI, Zinda Hone ki Pehchan Hoti hai BETI, Uski Ankhe kabhi Num na Hone dena, Uski zindagi se khushiya kabhi kam na Hone dena, Ungli pakad ke kal jis ko Chalaya tha tumne, Phir Usko hee Doli mai Beethana hai tumhe, Bahut Chota sa Safar Hota hai BETI k saath Bahot kum Waqt k Liye hoti hai woh hamare Pass....!