Raat ko aksr taron se baaten karta hu, main tanha ...

Dard Shayari Wishes

By Prabhjot | Added 10 Years Ago, 6 shares
Raat ko aksr taron se baaten karta hu, main tanha baith kr hazaron se baten karta hu, patjhad ka mausm hai barson se zindgi me meri, aur main hu ki bs baharon se baten karta hu.
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Koi acchi si saza do mujhe,
Chalo aisa karo rula do mujhe,
Tumhe bhulun to maut aa jaye,
Dil ki gehrayi se ye dua do mujhe!

By Rahul # 116
In Dard Shayari Wishes
32 4
17 shares