Jee bhar ke roye to karar paya, Iss daur mein ki ...

Sad Shayari Wishes

By 9875288111 | Added 8 Years Ago, 83 shares
Jee bhar ke roye to karar paya,

Iss daur mein kisne sachha pyaar paya,

Zindagi guzar rahi hai Imtihanon ke daur se,

ek zakhm bhara,to dusra taiyaar paya...

People who Like this

View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Tumhari yaadon se koi naata nahi tha
Par tumhe bhool jana hume aata nahi tha
Yun to umar guzari hai tumse pehle bhi tanha meri
Magar tab akelapan hume yun satata nahi tha.

By 9816334585Lucky # 132
In Sad Shayari Wishes
50 0
15 shares