Khud ko padhta hun chhodh deta hun, Duniya k dukho se yun muh mod leta hun, Itne zakham hai meri nigahon me mere, Dekh khud ko main aaina har roz tod deta hun
Tumhari yaadon se koi naata nahi tha Par tumhe bhool jana hume aata nahi tha Yun to umar guzari hai tumse pehle bhi tanha meri Magar tab akelapan hume yun satata nahi tha.