Waah re zindagi tu bhi kya khel rachati hai, Kabi apno ko begana kabi begano ko apna bnati hai, Khuda bhi jane kyun hai deewana is zindagi ka, Jo ek din sabse bewafa ho jaati hai.
Tumhari yaadon se koi naata nahi tha
Par tumhe bhool jana hume aata nahi tha
Yun to umar guzari hai tumse pehle bhi tanha meri
Magar tab akelapan hume yun satata nahi tha.