Na wo aa sake na hum kabhi ja sake, Na dard dil k ...

Dard Shayari Wishes

By Malkit Singh Gill | Added 8 Years Ago, 2 shares
Na wo aa sake na hum kabhi ja sake,
Na dard dil ka kisi ko suna sake,
Bus khamosh baithe hain unki yaado mein,
Na usne yaad kiya na hum use bhula sake…
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Is duniya mein mohabbat ki taqdeer badalti hai,
Sheesha to wahi rehta hai par tasveer badalti hai.

By Md # 53
In Dard Shayari Wishes
20 6
9 shares