Mein Pyar ki khushboo ko mahkta chod aaya hun Is Dil ki nanhi si chidya ko chahkta chod aaya hun Mujhe apni chati se tu laga lena e bharat maa Mein apni maa ko tarsta chod aaya hun Happy Republic Day!!
Watan hamara misaal mohabat ki, Todta hai deewaar nafrat ki, Meri Khush naseebi mili zindagi is chaman mein, Bhula na sake koi iski khushbo saton janam mein. HAPPY REPUBLIC DAY 2016!!!!