Tumhara ishq tumhari wafa hi kafi ha, Tamam umar ye aasra hi kafi ha, Kabhi jo milo hum se to milke muskura dena, Khushi ke wastey ye silsila hi kafi ha, Mujhe bahar ke mausam se kuch nahe lena, Tumhare pyar ki rangeen fiza hi kafi ha, Tumhara ishq tumhari wafa hi kafi ha,