Ham nazuk nazuk Dil walay" Kabhi hanstay hain kabhi rotay hain -- Kabhi dil me khwab pirotay hain Kabhi mehfil mehfil phirtay hain – Kabhi zaat me tanha hotay hain Kabhi chup ki muhar sajatay hain – Kabhi geet labon per hotay hain Kabhi sab ka dil behlatay hain –