Kitni P kaisai kati raat mujhe yaad nahi Raat k saath gai baat mujhe yaad nahi Mujh ko yeh bhi nahi maloom k jana hai kahan tham lai koi mera haath mujhe yaad nahi Koi Paimana kahain toota k DIL hai mera Badle badle hain khayalat mujhe yaad nahi Ansoon aur sharaboon mein kati hain apni main nai kab daikhi thi barsat mujhe yaad nahi