kal hum ne bazm-e-yar main kia kia sharab pi sehra ki tashngi thy so darya sharab pi apno ne taj dia hy to ghairoon main ja k baith aye kahnma kharab na tanha sharab pi tu ham safar nahi hay to kia sair-e-gulistan tu ham sabu nahi hay to phir kia sharab pi aye dil garifta ha-e-jana sabu utha aye kashta jifaye zamana sharab pi do soortain hain yaroo dard-e-firaq ki