Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana na jaane k ...

Hindi Wishes

By Vijay | Added 10 Years Ago, 0 shares
Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana
na jaane kahan kho gaya vo zamana
tumhen bhuulane ki main koshish karunga
ye vaada karo ke na tum yaad aana
mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai
tumhen bevafaa kah raha hai zamana
Khudara meri qabr pe tum na aana
tumhen dekh kar shaq karega zamana
View All Hindi Wishes

Next Wishes

In Hindi Wishes
Tere dil mein rahenge SMS bankar,
Dhadkano mein bajenge rington bankar,
Kabhi apne dil se juda mat samjhana,
Hum tere saath chalenge network bankar..!!

By Abhay # 87
In Hindi Wishes
2 0
3 shares