BarsOn ho gaye raakh bane huye Par dhunwa uthta baar baar Q hai Zamana ho gaya zakhm lage huye Ye Riista baar baar Q hai Mohobbat dard ban kar reh gayi AshqOn ka sailaab tut'ta baar baar Qhai Jeetnay ki koshish karte hain hamesha Par mukaddar haarta baar baar Q hai Koi sahil pe pohnchay bhi kaise Yahan tufan guzarta baar baar Q hai Har lamha badalti hai fitrat jinki Unse hi Dil lagta baar baar Q hai