fikr-e-nimaaz rakho balance ki tarah..Azzan sun ke utho ringtones ki tarah..Piyara Quran parho sms ki tarah..buss duniya me bzy mat ho jana network ki tarah..
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.