Har pal ki dosti ka irada hai aapse, apnapan hi kuch itna zyada hai apse, Na sochenge sirf umar bhar k liye, Qayamat tak sath nibhayenge ye wada hai aapse
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.