Sapne tut jate hai, apne ruth jate hai, zindagi me aaise mode aate rehete hai. per saath ho tum jaise dosto ka to rahon ke kaate bhi phool ban jate hai.
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.