raaz ki baatain likhi aur khat khula rehney diya j ...

Sad Shayari Wishes

By Barun | Added 10 Years Ago, 0 shares
raaz ki baatain likhi aur khat khula rehney diya jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya.. umar bhar saath reh kar woh na samjha dil ki baat. do dilon kay darmiyan ik faasla rahney diya ! apni fitrat woh badal paya na iskay bawajood, Khatam ki ranjish magar gila rehney diya !
View All Sad Shayari Wishes